Wednesday 19 November 2014

Urdu Sms Poetry Urdu Poetry Images SMS Dosti Sad Love PIcs Wallpapes

Source:- Google.com.pk

Urdu Sms Poetry Biography

Pakistan ke maqbol tareen sahafi aur moqar roznama Nawa e waqat ke mudir janab Majeed Nizami 3 April 1928 ke roz Sangla hill zila sheikhopora mein paida howae. Ibtedai taleem unhon ne Sangla hill ke government school se hasil ki aur F.A Lahore ke Islamia College railway road se pass kiya. Graduation ki degree Majeed Nizami ne Government College Lahore se hasil ki aur is ke baad 1954 mein Majid Nizami ne Punjab university se M.A siyasiyat ki degree hasil ki. Islamia college mein taleem hasil karne ke doran aap Muslim Student Federation ke plate form se tehrik e Pakistan mein bhi sargaram hissa lete rahe. Un ki inhein khidmat ke eteraf mein Wazir e Azam Pakistan Nawabzadah Liaquat Ali Khan ne unhen “mujahid e tehrik e Pakistan” ka izaz deya aur izazi talwar bhi pesh ki.
Taleem mukamal karne ke baad Majid Nizami ne amli sahafat mein qadam rakha aur apne baradar e buzurgh Hameed Nizami ke akhbar Nawa e waqat ke aamla e idarat mein shamil ho gaye. Kuch arse baad Majid Nizami Landon chale gaye aur wahan se sahafat ki aala taleem aur aamli tarbiyat hasil ki. University of Landon mein aap ne banul aqwami taulqat ki taleem hasil ki aur “grays in” mein beristry ki taleem bhi hasil karte rahe.
Jis waqat Hameed Nizami ka inteqal howa to aap apna zati akhbar “nida e milat” jari kar chuke the. Majid Nizami ke bewah Nawa e waqat ka nizam o insram kama huqa sanbhal na sakein to unhon ne is akhbar ko dobne se bachane ke leye apne dewar se rabta kiya. Majeed Nizami ne Nawa e waqat ki idarat sanbhali aur ise dobarah apne peron par khara kar deya. Taqreban aik saal bad aap ne Nida e milat ko bhi Nawa e waqat mein zam kar deya aur idare ki azsareno tanzim ki ta ke ise tabaat aur ashaat ke jaded taqazon se hum ahang kiya ja sake. Jald hi Nawa e waqat ne apni purani maqboliyat aur waqar hasil kar leya aur Lahore ke elawa Rawalpindi, Multan aur Karachi se bhi shaya hone laga. Apni idarat ke ibtedai dinon mein hi Ayoub Khan ki aamriyat ke muqabla karne ke hawale se aap ne apna aik munfarid muqam banaya aur Nawa e waqat ka aik mufarid aslob tashkeel deya jis ki Nishandahi aaj tak is idariye ki peshani par chapne wali Hadis e Rasool (S.A.W) se ho rahi hai “behtareen jihad zalim hukumran ke samne kalma e haq kehna hai.”

Urdu Sms Poetry
Urdu Poetry Images SMS Dosti Sad Love PIcs Wallpapes

No comments:

Post a Comment